kisi ke gham main waqar khona koi sunay ga to kiya kahay ga...
shab bhar jagna or din ko sona koi sunay ga to kya kahay ga...
kashti banwar main duub jati to baat tum par kabi na atti..
mujhay sahil pay la dobana koi sunay ga to kiya kahay ga...
gi main ayya to khuuub khaila nazar se utara to torr dala..
kisi ka dil bi kya haii khilona koi sunay ga to kya kahay ga..
hum ne kaha daro khuda se...
agar khudai ka darr nahi..
to hans kar bolay...
chup raho na,,koi sunay ga to kiya kahay ga.......!!!
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment