Main titli ko sula don ga zara tum sham hone do
Main jugno ko jala don ga zara tum sham hone do
Kahan aaghaaz hota hai, kahan anjam hota hai
Hunar sare sikha don ga zara tum sham hone do
Mujhe itny mahart hai, k in sare lafzon me
tumhen dil kash bana donga, zara sham hone do
Tumhari sham kab hogi, ye tum ne mujh se pocha hai
Main tum ko sub bata don ga, zara sham hone do

No comments:
Post a Comment